Mehfil Wagairah Mein Baith Kar Mobile Mein Mashghuliyat

 🔴 Mehfil Wagairah Mein Baith Kar Mobile Mein Mashghuliyat (Concentration) 🔴 


Hazrat Abdullah bin Abbas Radi Allahu Anhuma se Riwayat hai ke RasoolAllah ﷺ ne Ek Anghoothi Banwayi aur use Pehna, aur Phir Farmaya: "Is Anghoothi ne Aaj se Meri Tawajje Tumhari Taraf se Baant di Hai, Ek Nazar ise Dekhta Hoon Aur Ek Nazar Tumhen”, Phir Aap ﷺ ne Wo Anghoothi Utardi." 


[ Sunan an-Nasa’i :: Hadith 5291] 


👉 Majlis ke Aadab Mein se hai ke Insan Shurka (jaha bahot log jama ho) Majlis aur Mehmano ko Chhod kar kisi aur Cheez mein Mashghool (Busy) Na ho, Aaj kal log Mehfil Mein Jama Logon ko Chhod kar Dair Tak Mobile Phone aur Social Media mein Mashghul Rehte hain, Aisa Karna Khilaf e Adab hai🥀


__________________________________________

🥀To get Reward in Akhirah,🥀

Share this with your families and friends


BLOG - quranhadeestalk.blogspot.com
ARMAAN ANSARI

Post a Comment

0 Comments