💫 Qur’aan ka paighaam aapke naam 💫
🔴 Us se badhkar zaalim kaun hai jise Allaah ki Aayaten dikhaai jaye aur woh use na maane
Surah Kahf 18: 57
Surah Jaasiya 45: 6 -8
🔴 Allaah ko chhor kar uske bandon ko mat pukaaro
Surah A’raf 7: 194 – 197
Surah Younus 10: 28 – 36
Surah Nahl 16: 20 – 21
Surah Kahf 18: 102
🔴 Allaah shirk karne waalo ko kabhi maaf nahi karega
Surah Nisa 4: 48
Surah Nisa 4: 116
🔴 Aksar log Imaan laane ke baad bhi shirk karte hain
Surah Yousuf 12:106
🔴 Agar koi Nabi bhi shirk karta, to uske a’amaal bhi barbaad ho jate
Surah An’am 6:83-88
Surah Isra 17:39
Surah Zumar 39:65
🔴 Sirf Allaah se he dua maango aur wahi dua qubool karne wala hai
Surah Baqarah 2: 186
Surah Ibrahim 14: 39
Surah Ghaafir 40: 60
Surah Shoora 42: 25 – 26
🔴 Sab ke sab Allaah ke saamne faqeer aur mohtaaj hain
Surah Fatir 35: 15
🔴 Murde ya jo qabro me hain, sun nahi sakte
Surah Naml 27: 80
Surah Fatir 35: 22
🔴 Qiyaamat ke din apni marzi se koi kisi ki Sifaarish nahi kar payega
Surah Baqarah 2: 255
Surah An’am 6: 51, 70, 94
Surah Younus 10: 3
Surah Mariyam 19:87
🔴 Ghaib (Present, Past, Future) ka ilm sirf Allaah ke paas hai
Surah Ali-Imran 3: 179
Surah Maidah 5: 116
Surah An’am 6: 59
Surah Hood 11: 123
🔴 Kisi Nabi ko bhi ghaib ka ilm nahi tha
Surah Maidah 5: 109, 116 – 117
Surah Hood 11: 25 – 31
🔴 Muhammad (ﷺ) bhi ghaib nahi jaante the
Surah Ali-Imran 3: 44
Surah An’aam 6: 50
Surah A’raf 7: 188
Surah Anfaal 8: 60
🔴 Allaah apne Rasoolon me se jisko, jitna chahta hai Ghaib ka ilm ata kar deta hai
Surah Ali- Imran 3: 179
Surah Jinn 72: 26-27
Surah Hood 11: 49
Surah Yousuf 12: 102
🔴 Muhammad (ﷺ) khud apne fayde aur nuqsaan ka koi ikhtiyaar nahi rakhte the
Surah A’raf 7:188
🔴 Saare Rasool Bashar (Insaan) the
Surah Hood 11: 25 – 27
Surah Ibrahim 14: 10 – 11
Surah Mu’minoon 23: 23 – 24, 32 – 34
Surah Hajj 22: 75
🔴 Nabi (ﷺ) bhi ek bashar aur Rasool the
Surah Isra 17: 90 – 96
Surah Kahf 18: 110
Surah Mu’minoon 23: 3
Surah Fussilat 41: 6
🔴 Allaah aur uske Rasool ke muqaable me Baap, Dada Aur Buzurgon ke pichhe mat chalo
Surah Baqarah 2:170
Surah Maidah 5:104
Surah Luqmaan 31:21
Surah Ahzaab 33:66-68
🔴 Sirf Gumaan aur atkalo ke pichhe mat chalo
Surah An’am 6: 128
🔴 Aksariyat ke pichhe mat chalo
Surah An’am 6: 116
Surah A’raf 7: 3, 70, 71
🔴 Rasoolullah (ﷺ) ki ita’at hi nijaat ka behtareen zariya hai
Surah Ali-Imran 3: 31, 32, 12
Surah Nisa 4: 59, 64, 65, 69, 80, 115
Surah Maidah 5: 92
Surah Anfaal 8: 20
🔴 Jo Allaah aur uske Rasool de, bas usme he raazi raho
Surah Ahzaab 33:36
Surah Hashr 59:7
__________________________________________
🥀To get Reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends
BLOG - quranhadeestalk.blogspot.com
ARMAAN ANSARI
0 Comments