SAHABA AUR HUM 💔

🔴 Sahaba Radi Allahu Ajmaeen apna maal yani daulat Islam ki nashr wa ishaad me kharch kiya karte the the....


Jaisa ke,


1) Jihaad me

2) Zakaat me

3) Ghulamo ki gardan chhudane me

Sadqa wa khayrat me

4) Nav Muslim aur Garibo ki madad me

5) Shadi ke liye naya libaas kharidne ka kabhi unone soncha nahi tha 🍁


🔴 Lekin aaj ka Musalaman apna maal…


1) Alishan Shadiya karne me

2) Jahez me

3) Aalishan Ghar banane me

Badhiya sa Furniture kharidne me

4) Zayqedaar khanpaan me

5) Unnecessary degrees paane me

6) Unnecessary jayezaat kharidne me

7) Soodi karobar me

8) Har khushi ke mauqe par branded libaas kharidne me

wagaira wagaira 😞


▪ Aaj ka Musalman Sahaba ke muqable me hazaar guna ameer hai lekin in musalamano me apna maal kharch karne ki tamiz dikhayi nahi deti...

Duniya hasil karne me ham Kafiro ke barabar chal rahe hai..

Hame lagta hai jo bhi aisho wa araam karna hai bas isi zindagi me kar lena hai kyunki aakhirat wali zindagi par bharosa nahi hai 💔


▪ Dusre alfaaz me Sahaba apna maal Akhirat ko banane me kharch kiya karte the aur ham apna maal ham duniya ko hasil karne me kar rahe hai 🥺


__________________________________________

🥀To get Reward in Akhirah,🥀

Share this with your families and friends

Post a Comment

0 Comments