LOL KEHNA KAISA HAI ?
🔴 RasoolAllah (ﷺ) was never reported to have laughed out loudly (LOL) even once. Whenever RasoolAllah (ﷺ) found the need to express his happiness, He would smile out quietly (SOQ)
Narrated `Aisha Radi Allahu Anha: (the wife of the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam), I never saw Allah's Messenger (ﷺ) laughing loudly enough to enable me to see his uvula, but he used to smile only
[Sahih Bukhari #4828]
SubhanAllah! Today we claim to love RasoolAllah (ﷺ) more than any one else, But when we find the need to express our happiness, All we end up doing is to write this Absurdity in the likes of LOL (Laugh Out Loudly), which explicitly goes against the established Sunnah of Rasool Allah ((ﷺ).
Hence, Rather than using LOL (Laugh Out Loudly), The Sunnah way of expressing your joy is to use SOQ (Smile Out Quietly).
🔴 Rasool-Allah (ﷺ) Ko Kabhi Bhi Zor Se Haste Hue Nhi Dekha Gya.
Jab Bhi Rasool-Allah (ﷺ) Ko Khusi Zaahir Karni Hoti Wo Muskura Dete.
RasoolAllah (ﷺ) Ki Wife Aisha Radiallahu Anha Ne Bayan Kiya Ki Maine Nabi Kareem (ﷺ) Ko Kabhi Is Tarah Hanste Hue Nahi Dekha Ki Aapke Halaq Ka Kawwa Nazar Aa Jaye Balki Aap Tabassum Farmate (Yaani Muskura Dete)
[SAHIH BUKHARI #4828]
Aaj Hum Dawa Karte Hai Ki Hum Kisi Aur Se Zyada Rasool-Allah (ﷺ) Se Mohabbat Karte Hai Lekin Jab Humein Khusi Zaahir Karne Ki Zarurat Padti Hai To Hum Bas Itna Kar Rahe Hai Ki Ye Betukepan Ko "LOL" Mein Likhna Pasand Kar Rahe Hai
Jo Ki Aap (ﷺ) Ki Sunnat Ke Khilaaf Hai
Isliye Zor Se Hasne Ki Bajaye, Khusi Zahir Karne Ka Sunnat Tariqa Chupchaap Muskurana "SOQ" (Smile Out Quietly) Use Karein.
__________________________________________
🥀To get Reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends
BLOG - quranhadeestalk.blogspot.com
ARMAAN ANSARI
🥀To get Reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends
BLOG - quranhadeestalk.blogspot.com
ARMAAN ANSARI
0 Comments