NEW YEAR (1ST JANUARY) MANANA KAISA HAI ?


"New Year" (1st-January) Manana Kaisa hai ?


👉 Jab RasoolAllah ﷺ ya Sahaba (r.a) ne "Islamic Calendar" ka New year (Muharram) ko Nahi Manaya to Hum is English Calander ka

"New year" (1st-January) kyun Manaye ?


👉 Hamein usi Tareeqe se jeena Chahiye jo Tareeqa RasoolAllah ﷺ ka tha.

1) Nabi ﷺ ne Farmaya Har biddat (deen me nyi cheez) gumrahi hai or har gumrahi ka thikana jahnnam hai.


[Sahih Muslim #2002]


2) Nabi ﷺ ne Farmaya jisne kisi qaum ki mushabehat ki wo unhi me se hai.


[Abu Dawood:4031]


( Har Baat Daleel ke Saath)


🔴 Yaad rahe naya sal kisi ka bhi ho magar Saal shuru hone k sath sath ek Saal Zindagi se kam bhi ho raha hai


__________________________________________

🥀To get Reward in Akhirah,🥀

Share this with your families and friends

BLOG - quranhadeestalk.blogspot.com
ARMAAN ANSARI

Post a Comment

0 Comments