👉 Muaaf karne ki Aadat aur Hosla paida karo ye to Allah ka karam hai ke usne Insan ke Gunahon ki pardah poshi ki hui hai, Agar tumhare darmiyan Ek Dusre ke Gunah zaahir ho jate to tum Ek dusre ko Dafan bhi na karte.
🔴 Hazrat Abu Umamah Radi Allahu Anhu se Riwayat hai ke RasoolAllah (ﷺ) ne Farmaya Jis ne Allah Tala ki khatir Mohabbat ki, Allah ki Wajah se Nafrat ki aur Allah hi ki Khatir (Maal) diya aur Allah hi ki khatir (Maal) Roka to beshak usne Iman Mukammal kar liya.
[Sunan Abu Dawood #4681]
__________________________________________
🥀To get Reward in Akhirah,🥀
Share this with your families and friends
BLOG - quranhadeestalk.blogspot.com
ARMAAN ANSARI
0 Comments