JANNAT MEIN DAKHIL HONA EK AURAT KE LIYE KITNA AAASAN HAI
JANNAT MEIN DAKHIL HONA EK AURAT KE LIYE KITNA AAASAN HAI RasoolAllah (ﷺ) ka Irshad hai ke :
“Agar kisi Aurat ki maut is halat me ho jaye ki uska shauhar usse raazi tha, aisi Aurat ka thikana Jannat hai”.
[Tirmizi #1161] [Ibn E Majah #1854]
👉 Ek baat yaad rahe ki ye OFFER sirf aur sirf AHLE TAWHEED AURAT ke liye hi hai.
👉 Agar Aurat Mushrika/Kafira/Munafiqa rahi ho to uske shohar ka raazi hona use koi fayda nahi pahuchayega kyunki wo apne RAB ko naraz kar ke mar gayi.
👉 Dusri baat Shohar ki pairawi sirf nek kaamo me jayez hai. Agar shohar ko khush karne ke liye Shirk/Kufr/Biddat karti ho use Kuchh fayda nahi pahunchenga.
0 Comments