Murdo Ko Quran Bakhshna
Q
uran Majeed Mein Khitab Sirf Zindo Se Hai Murdon Se Nahi,
Qabr Ke Ird-Gird Jama Ho Kar Quran Padhna Biddat Hai....
Agar aap jab tak apke Jism me Rooh maujood hai aap Murdo ke liye Quran Padhte rahe tab bhi uske liye kuch Azaab me kami nahi kar sakte...
Ye sirf Biddat hai aur har Biddat Gumrahi hai aur har Gumrahi Jahannum me le jane wali hai....
Sirf jo humare Nabi Muhammad (ﷺ) ne bataya hai wo Amal karo aur apni taraf se Deen me badhotri mat karo...
0 Comments