DAILY AZKAR WITH BEST REWARDS (ALLAH KA ZIKR)
🔴 Subhan'Allah 👉 100 Times
🔴 Alhamdulillah, Subhan'Allah, La ilaha illallah, Allahu Akbar
🔴 Subhan'Allahi wa Bihamdihi 👉 100 Times
🔴 Subhan'Allahi wa Bihamdihi, Subhan'Allah'il Azeem
🔴 Astagfirullah wa aatubu ilayhi 👉 100 Times
🔴 Rabb-ighfirli wa tub alayya innaka antat tawwabur rahim 👉 100 Times
🔴 La hawla wa la quwwata illa billah
🔴 Sall'Allahu alayhi was sallam, Allahumma Salli wa Sallam alaa Nabiyyinaa Muhammad (Aye Allah, Rahmat aur barkat nazil farmaiye Muhammad par) 👉 ye asaan darood hain, muqammal wale bhi zaroor padhein
🔴 Laa ‘ilaaha ‘illallaahu wahdahu laa shareeka lahu, lahul-mulku wa lahul-hamdu, wa Huwa ‘alaa kulli shay’in qadeer — 100 Times Or 10 Times Or 1 Time
👉 Qur'an
Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: “Jis ne Qur'an ka ek harf padha usey us ke badley ek neki milegi, aur ek neki 10 guna badha di jayegi.
Mai nahi kehta «Alif-Laam-Meem» ek harf hai, balke «Alif» ek harf hai, «Laam» ek harf hai aur «Meem» ek harf hai.”
[Sunan Tirmizi Hadees Number 2910]
👉 Subhan Allah — 100 baar
Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: Jo shaks 100 baar 'Subhan Allah' kahe to hazaar nekiyaan uske liye likhi jayengi aur hazaar gunah uske mita diye jayenge.”
[Sahih Muslim Hadees Number 2698]
👉 Alhamdulillah, Subhan Allah, La ilaha illal
lah, Allahu Akbar
Rasool Allah (ﷺ) ek darkhat ke paas se guzrey jis ki pattiyan sookh gayi thi.
Aap (ﷺ) ne us par apni chadi maari to pattiyaan jhad padhen.
Aap (ﷺ) ne farmaya: "Alhamdulillah, Subhan
Allah, La ilaha illal lah, Allahu Akbar – kehne se bande ke gunah aise hi jhad jaate hain jese is darkhat ki pattiyyan jhad gayi."
[Tirmizi Hadees Number 3533]
Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya:
“Allah Ta'ala ka zikr jo tum karte ho wo – Subhan Allah, La ilaha illal lah, Alhumdulillah – Ye kalma arsh ke ird gird ghoomte rehte hain, inme shehad ki makhiyo ki bhinbhinahat ki tarah aawaz hoti hai, apne kehne wale ka zikr karte hain (Allah ke saamne).
Kya tum me se koi ye pasand nahi karta ke iske liye ek aisa shaqs ho jo Allah Ta'ala ke saamne is ka barabar zikr karta rahe?”
[Ibn-E-Majah Hadees Number 3809]
Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya:
"Sabse behtareen zikr 'La ilaha ilalallah' hai aur sabse behtareen duaa 'Alhumdulillah' hai."
[Ibn-E-Majah Hadees Number 3800]
👉 Subhan Allahi wa Bihamdihi — 100 baar
Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: “Jis ne Subhan Allahi wa Bihamdihi din me 100 martaba kaha, us ke gunah maaf kar diye jaate hain, chahe samundar ki jhaag ke barabar hi kyun naa ho.”
[Sahih Bukhari Hadees Number 6405]
Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: “Jo shaks subha ko aur shaam ko 'SubhanAllahi wa Bihamdihi' 100 baar kahe, Qayamat ke din wo us se behtar koi amal lekar naa aayega siwaye us ke jo utna hi ya us se zyada kahe.”
[Sahih Muslim Hadees Number 2692]
👉 Subhan Allahi wa Bihamdihi, Subhan Allahi-l azeem
Abdullah Ibn Umar (Radhi Allahu Anhu) kehte hain:
“Hum gina karte the Rasool Allah (ﷺ) majlis me – Aye mere Rabb mujhe baksh dein, meri tauba qubool farma len, Aap hi tauba qubool farmane wale aur rehem karne wale hain – 100 baar kehte the.”
[Ibn-E-Majah Hadees Number 3814]
👉 La hawla wa la quwwata illa billah
Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: “Kya mai tumhe wo kalma naa batadun jo Jannat ke khazano me se ek khazana hai?” Aap (صلى الله عليه وسلم) ne farmaya:
Wo “La hawla wala qawwata illa billah hai (Allah ki
madad ke begair naa kisi me gunaho se bachne ki
taqat hai naa neki karne ki himmat)”
[Ibn-E-Majah Hadees Number 3825]
👉 Sall Allahu alayhi was sallam, Allahumma
Salli wa Sallam alaa Nabiyyinaa Muhammad (Aye Allah, Rahmat aur barkat nazil farmaiye Muhammad par) — ye asaan darood hain, muqammal wale bhi zaroor padhen
Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: “Jo shaks mere upar salaah (durood-o-rehmat) bhejegaa, to Allah is par 10 baar salaah (durood-o-rehmat) bheje gaa, aur is ke 10 gunah maaf aur 10 darje buland kardiye jayenge.”
[Sunan Nasai Hadees Number 1297]
👉 Laa ‘ilaaha ‘illallaahu wahdahu laa shareeka lahu, lahul-mulku wa lahul-hamdu, wa Huwa ‘alaa kulli shay’in qadeer — 100 baar ya 10 baar ya 1 baar
Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: “Jis ne ye kalma –Allah ke siwa koi mabood nahi, tanha hai
Uska koi shareek nahi, Usi ke liye badshahi hai aur Usi ke liye tareefein hain aur Wo har cheez par qudrat rakhne wala hai — din me 100 dafa padha usey das gulamo ko azaad karne ka sawaab milega aur uske liye 100 nekiyaan likh di jayengi aur uski 100 buraiyan mita di jayengi aur us din wo shaitaan ke shar se mehfooz rahega shaam tak ke aur koi
shakhs us din usse behtar kaam karne wala nahi samjha jayega siwa uske jo usse zyada kare.”
[Sahih Bukhari Hadees Number 6403]
Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: “Jo shakhs (upar wale alfaaz) 10 martaba kahe usko itna sawaab hoga jese char shaks ko Ismail (alahis salam) ke logo me se azaad karaya.”
[Sahih Muslim Hadees Number 2693]
Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: “Jo shaks Subha ke waqt (upar wale alfaaz) kahe to usey aulaad e Ismael me se ek shaks azaad karne ke barabar sawaab milega, aur us ke liye 10 nekiyaan likhi jayengi, 10 buraiyan mita di jayengi, us ke 10 darje buland kar diye jayenge, aur wo sham tak Shaitan ke shar se mehfuz rahega, aur agar sham ke waqt kahe to subha tak us ke sath yahi muamla hoga.”
[Sunan Abu Dawood Hadees Number 5077]

“Do kalme hain jo zubaan par halke hain aur (Qayamat ke din) maizaan (tarazu) me bhari honge aur Rabb ul Alameen ko bohot pasand hain.”
[Sahih Muslim Hadees Number 2694]
👉 Astagfirullaha wa aatubu ilayhi — 100
baar
Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: “Mai to har roz Allah Ta’ala se 100 baar astaghfar aur tauba karta hoon.”
[Ibn-E- Majah Hadees Number 3815]
👉 Rabbighfirli wa tub alayya innaka antat
tawwabur rahim — 100 baar

🌷Share With Others🌷
💐Jazakallahu Khairan💐
0 Comments