Hidayat Ke Liye Dua
👉 Rasool Allah (ﷺ) ki zyadatar ye dua hua karti thi:
« يَا مُقَلِّبَ الْقُلُوبِ ثَبِّتْ قَلْبِي عَلَى دِينِكَ »
(Ya muqallibal qulubi thabbit qalbi ala deenik)
Aye Dilo ko Phairnay Wale! Mere dil ko Apne deen par qayam rakhiyega.
[Tirmizi Hadees Number 3522]
« اللَّهُمَّ مُصَرِّفَ الْقُلُوبِ صَرِّفْ قُلُوبَنَا عَلَى طَاعَتِكَ »
(Allahumma musarrifal qulubi sarrif qulubana ala taa-atika)
Ya Allah! Dilon ko Phairanay Wale, hamare dilo ki Apni ita'at par phair dein.
[Sahih Muslim Hadees Number 2654]
👉 Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Koi bhi shaks esa nahi hai jis ka dil Allah ki ungliyon me se Un ki do ungliyon ke darmiyan naa ho, to Allah jisey chahte hain (deen haqq par) qayam wa sabit kadam rakhte hain aur jisey chahte hain us ka dil tedha kar dete hain."
👉 Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Kaho:
« اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْهُدَى وَالسَّدَادَ »
(Allahumma inni asalukal huda was sadad)
Aye Allah! mai Aap se hidayat aur seedhe raaste par rehne ki duaa karta hoon."
[Sahih Muslim Hadees Number 2725]
👉 Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Kaho:
« اللَّهُمَّ اهْدِنِي وَسَدِّدْنِي »
(Allahumma ihdini wa saddidni)
Aye Allah! mujhe hidayat dein aur mujhe isteqamat ata farmayen."
[Sahih Muslim Hadees Number 2725]
Rasool Allah (ﷺ) Allah se ye duaa mangte the:
« رَبِّ أَعِنِّي وَلاَ تُعِنْ عَلَىَّ، وَانْصُرْنِي وَلاَ تَنْصُرْ عَلَىَّ، وَامْكُرْ لِي وَلاَ تَمْكُرْ عَلَىَّ، وَاهْدِنِي وَيَسِّرْ هُدَاىَ إِلَىَّ (وَيَسِّرِ الْهُدَى إِلَىَّ)، وَانْصُرْنِي عَلَى مَنْ بَغَى عَلَىَّ۔ اللَّهُمَّ اجْعَلْنِي لَكَ شَاكِرًا، لَكَ ذَاكِرًا، لَكَ رَاهِبًا، لَكَ مِطْوَاعًا، إِلَيْكَ مُخْبِتًا (أَوْ مُنِيبًا) رَبِّ! تَقَبَّلْ تَوْبَتِي، وَاغْسِلْ حَوْبَتِي، وَأَجِبْ دَعْوَتِي، وَثَبِّتْ حُجَّتِي، وَاهْدِ قَلْبِي، وَسَدِّدْ لِسَانِي، وَاسْلُلْ سَخِيمَةَ قَلْبِي »
Rabbi a'inni wala tu'in alayya, wansurni wala tansur alayya, wamkurli wa la tamkur alayya, wahdini wa yassir hudaya ilayya [wa yassiril huda ilayya], wansurni ala man bagha alayya. Allahummaj'alni laka shakiran, laka dhakiran, laka rahiban, laka mitwa'an, ilaika mukhbitan [muniban] – Rabbi taqabbal tawbati, waghsil hawbati, wa ajib dawati, wa thabbit hujjati, wahdi qalbi, wa saddid lisani, waslul sakhimata qalbi
Aye mere Rabb! meri madad karen aur mere khilaaf kisi ki madad naa karen, meri taeed (madad) karen aur mere khilaaf kisi ki taeed naa karen, esa mansuba banayen jo mere haqq me ho aur naa ke esa jo mere khilaaf ho, mujhe hidayat dein aur jo hidayat mujhe milne waali hai usey mujh tak asaani se pohcha dein [aur mere liye hidayat ka raasta asaan karen], us shaks ke muqable me meri madad karen jo mujh par zyadati kare. Aey Allah! mujhe Aap apna shukar guzaar, Aap ko yaad karne wala, Aap se darne wala, Aap ki farmabardari karne wala, Aap ke saamne jhukne wala [ya tauba karne wala banayen]. Aey mere Rabb! meri tauba qubool karen, aur mere gunah dho dein, aur meri duaa qubool farmayen, aur meri daleel mazboot karen, aur mere dil ko seedhi rah dikhayen, aur meri zubaan ko durust karen aur mere dil se hasad aur gussa nikaal dein.
[ Sunan Abu Dawood 1510 (1511) ]
👉 Rasool Allah (ﷺ) duaa mangte hue ye kehte the:
« رَبِّ أَعِنِّي وَلاَ تُعِنْ عَلَىَّ وَانْصُرْنِي وَلاَ تَنْصُرْ عَلَىَّ وَامْكُرْ لِي وَلاَ تَمْكُرْ عَلَىَّ وَاهْدِنِي وَيَسِّرِ الْهُدَى لِي وَانْصُرْنِي عَلَى مَنْ بَغَى عَلَىَّ
(Rabbi a'inni wa la tu'in alayya, wansurni wa la tansur alayya, wamkur li wa la tamkur alayya, wahdini wa yassiril-huda li, wansurni 'ala man bagha 'alayya)
"Aye mere Rabb! Meri madad karen aur mere khilaaf kisi ki madad naa karen, aur mujhe fateh dein aur mere khilaaf kisi ko fateh naa dein, aur esa mansuba banayen jo mere haqq me ho naa ke esa jo mere khilaaf ho, aur mujhe hidayat bakshein aur hidayat ko mere liye asaan farmayein, aur meri madad karen us shaks ke muqabil me jo mere khilaaf baghaawat wa sar-kashi kare (mujh par zyadati kare).
رَبِّ اجْعَلْنِي لَكَ شَكَّارًا لَكَ ذَكَّارًا لَكَ رَهَّابًا لَكَ مِطْوَاعًا لَكَ مُخْبِتًا إِلَيْكَ أَوَّاهًا مُنِيبًا
(Rabbij'alni laka shak-karan, laka dhak-karan, laka rah-haban, laka mitwa'an, laka mukhbitan, Ilaika awwahan muniban)
Aye mere Rabb! Aap mujhe Apna bohot zyada shukar guzaar, Apna bohot zyada yaad wa zikr karne wala, Aap se bohot darne wala, Aap ki bohot farmabardari karne wala, Aap ke saamne jhukne wala, Aap se dard wa andoh (ranj) bayan karne aur Aap ki taraf rujoo karne wala bana dein.
رَبِّ تَقَبَّلْ تَوْبَتِي وَاغْسِلْ حَوْبَتِي وَأَجِبْ دَعْوَتِي وَثَبِّتْ حُجَّتِي وَسَدِّدْ لِسَانِي وَاهْدِ قَلْبِي وَاسْلُلْ سَخِيمَةَ صَدْرِي »
(Rabbi taqabbal tawbati, waghsil hawbati, wa ajib da'wati wa thab-bit hujjati, wa saddid lisani wahdi qalbi, waslul sakhimata sadri)
Aye mere Rabb! Meri taubah qubool farmayen, mere gunah dho dein, meri duaa qubool farmayen, meri daleel ko sabit wa thos bana dein, meri zubaan ko theek baat kehne wali (mazboot) bana dein, mere dil ko hidayat farmayein aur mere seene se khout keena hasad nikaal dein."
[Tirmizi Hadees Number 3551]
👉 Rasool Allah (ﷺ) ye duaa manga karte the:
« اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْهُدَى وَالتُّقَى وَالْعَفَافَ وَالْغِنَى »
(Allahumma inni as alukal huda wat tuqa wal afafa wal ghina)
"Aye Allah! Mai Aap se hidayat, parhezgaari, paak damani aur dil ki maal daari chahta hoon."
[Sahih Muslim Hadees Number 2721]
🌷Share With Others🌷
💐Jazakallahu Khairan💐

0 Comments