KYA AZAN SE SOUND POLLUTION HOTA HAI
Be-Deen Logo Ka Kehna Hai Ki Azaan Se Sound Pollution Badhta Hai
Jab Ki Azaan Hi Ek Aisa Wahid Sound Hai, Jisse Sound Pollution Badhta Nahi Balki Kam Ho Jata Hai
Kyunki, Jab Azaan Hoti Hai, Tab Har Tarah Ka Sound Khud Ba-Khud Kam, Balki Puri Tarah Se Band Ho Jata Hai
Baat Karne Wala Khamosh Ho Jata Hai, Kahi Agar Music Chal Raha Ho To Band Ho Jata Hai, Shor Sharaba Band Ho Jata Hai Wagairah Wagairah
Jisse Ye Saaf Zahir Hai Ki Azaan Se Sound Pollution Badhta Nahi Balki Azaan Hone Par Kam Ho Jata Hai
Ek Waqt Ki Azaan 4 Minute Ki To Din Mein 20 Minute Azaan Ki Wajah Se Sound Pollution Control Hota Hai
🌷Share With Others🌷
💐Jazakallahu Khairan💐
💐Jazakallahu Khairan💐
0 Comments