Sabr
RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: "Jo shaks dusro se mangne se bachta hai to Allah Ta'ala bhi usey mangne se mehfuz rakhte hain.
Aur jo shaks khud kafil (self sufficient) hone ki koshish karta hai to Allah Ta'ala usey khud kafil bana dete hain.
Aur jo shaks apne upar zor daal kar bhi sabr karta hai to Allah Ta'ala bhi usey sabr ata kar dete hain.
Kisi ko bhi sabr se zyada behtar aur usse zyada acchi khayr nahi di jaa sakti (sabr tamam neymaton se badh kar hai)."
[Sahih Bukhari Hadees Number 1469]
🌷Share With Others🌷
💐Jazakallahu Khairan💐
0 Comments