Humare Muashre Mein Eid Ke Din Qurbani Ke Liye Aaye Hue Bakro Ki Tadad Fajr Mein Aaye Huye Namaziyon Se Zyada Hoti Hai.
Halanki Quran Mein Namaz Ka Zikr To Qurbani Se Pahle Aaya Hai
Apne Rab Ke Liye Namaz Padho Aur Qurbani Karo.
[Surah Kausar 108, Ayat Number 2]
Phir Hum Jab Qurbani Karte Huye Dua Padhte Hai
"MERI NAMAZ AUR MERI QURBANI AUR MERA JEENA MARNA ALLAH KE LIYE HAI"
To Hum Ki Thodi To Sharm Aanj Chahiye Ke Hum Kis Muh Se Kahein Ke "MERI NAMAZ AUR MERI QURBANI ALLAH KE LIYE HAI"
Jabki Aaj Ke Din Bhi Humne Fajr Ki Namaz Nahi Padhi Hai.
Akhir Qurbani Ka Rab Namaz Ke Rab Se Alag To Nahi Hai Na ? 💔
🌷Share With Others🌷
💐Jazakallahu Khairan💐
0 Comments